Saturday, October 11, 2014


Chalna aur jeena ek jaisa hai ..
jaise dono haath bandh ke chala nahin ja sakta vaisey hee haath bandh ke jiya bhee nahin ja sakta .....jeeney ke liye apney dono haath pankho kee tarah khol kar hawa ke rukh ko jhelna aur samhaalna hota hai....

No comments: