Saturday, October 11, 2014

Ham apney saath har samay pata nahin kitnee smritiyon ko liye chaltey hain..kabhee smritiyaan saath hotee hain ....kabhee peechey peechey chaltee hain aur aksar jab han duvidha main hotey hain ..kya karen kya na karen..to achaanak vo saamne aa jaatee hai....aur hamen apnee taraf bulaatee hain ....hamaara aglaa kadam kya hogaa yeh vo hee tay kartee hain....Phir kaise kehtey hain log ki yaadon main reh kar jiyaa nahin jaata?

No comments: